Zakhm taza hay behr hal ye bhar jaye ga
Saneha ye bhi kisi toar guzar jaye ga
Thek likha tha mere hath ki rekha’on main
To pyar karay ga to bikhar jaye ga
To bichar jaye ga sadma to bohat tha lekin
Kya khabar thi tera ehsas bhi mar jaye ga
Shar-e-khamosh usay merea pata bata daina
Wo mujhe dhondnay khusion ki nagar jaye ga
Main judai ki kasuti per parakh lon ga usay
Tera pyar agar nasha hay to utar jaye ga

0 Comments