Nahin fursat yaqeen mano hamain kuch aur karne ki
teri baatain, teri yadain, bohot masroof rakhti hain
—————————–
tumhain jo be sabab mujh se khafa honay ki aadat hay,
ye aghaz-e-judai hai ya andaz-e-muhabbat hay
————————-
faqat kehne ki batain hain nibhata kon hay kis ko
chalo ab dekh letay hain manata kon hai kis ko !
0 Comments